Sawan beeto jaye piharwa
Sawan beeto jaye piharwa
man mera ghabraye
man mera ghabraye
aiso gaye pardes piya tum 
aiso gaye pardes piya tum
chein humein nahi ayi 
chein humein nahi ayi
mora sayiyaan mose bole na 
more sayiyaan mose bole na 
mein laakh jatan kar haari 
mein laakh jatan kar haar rahi
mora sayiyan mose bole na 
tu jo nahi to aise piya hum 
tu jo nahi to aise piya hum
jaise soona aangana 
jaise soona aangana 
nein tihari raah niharein 
nein tihari raah niharein 
nainan ko tarsao na
nainan ko tarsao na
mora sayiyan mose bole na 
Pyaar tumhe kitna karte hein 
Pyaar tumhe kitna karte hein 
tum ye samajh nahi paoge
tum ye samajh nahi paoge
jab hum na honge to piharwa
bolo kya tab aoge 
bolo kya tab aoge
more sayiyan mose bole na
Bu döküman AkorMerkezi.com'da yayınlanmıştır. http://www.akormerkezi.com