Lata Mangeshkar - Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho

 (versiyon 1)
Metin boyutu: ( + Büyült ) ( - Küçült)   

Tumhi ho mata pita tumhi ho

tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Tumhi ho mata pita tumhi ho

tumhi ho bandhu sakha tumhi ho



tumhi ho saathi tumhi sahaare

koi na apna siwa tumhaare

aaa aaa

tumhi ho saathi tumhi sahaare








koi na apna siwa tumhaare

tumhi ho naiyya tumhi khewayya

tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Tumhi ho mata pita tumhi ho

tumhi ho bandhu sakha tumhi ho



jo khil sake na wo phool ham hain

tumhaare charnon ki dhool ham hain

aaa aaa

jo khil sake na wo phool ham hain

tumhaare charnon ki dhool ham hain

daya ki drishti sadaa hi rakhna

tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Tumhi ho mata pita tumhi ho

tumhi ho bandhu sakha tumhi ho




Bu döküman AkorMerkezi.com'da yayınlanmıştır. http://www.akormerkezi.com


İçerik Kısa Linki:


Beğendiniz mi? Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho Sözleri sayfasını Şimdi paylaşın: