Sonu Nigam - Main Agar Kahoon

 (versiyon 1)
Metin boyutu: ( + Büyült ) ( - Küçült)   
tumko paaya hain to jaise khoya hoon

kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon[2]

kisi zabaan mein bhi vo lavz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bata sakoon

main agar kahoon tumsa haseen

qaynat mein nahi hain kaheen

taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi tumko paaya hain to jaise khoya hoon



shokhiyon mein doobi yeh adaayein

chehre se jhalki huyi hain

zulf ki ghani  gahni ghatayen

shaan se dhalki huyi hain 

lehrata aanchal hain jaise baadal

baahon mein bhari hain jaise chaandni,roop ki chaandni



main agar kahoon 

yeh dilkashi hain nahi kaheen na hogi kabhi 

taareef yeh bhi to sach hain kuch bhi nahi tumko paaya hai to jaise khoya hoon



tum huye mehrbaan toh hai yeh daastaan

[2]

ab tumhara mera hai ek hai caravan

tum jahaan main vahaan



main agar kahoon hamsafar meri

apsara ho tum ki ya koi pari tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi naheen



tumko paaya hai to jaise khoya hoon

kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon,kisi zaban mein bhi vo lavz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bataan sakoon

main agar kahoon tumsa haseen qaynat mein nahi hai kaheen tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi








		
			



Bu döküman AkorMerkezi.com'da yayınlanmıştır. http://www.akormerkezi.com


İçerik Kısa Linki:


Beğendiniz mi? Main Agar Kahoon Sözleri sayfasını Şimdi paylaşın: